Best Deep Quotes in Urdu for Status and Facebook
Here we have a good compilation of the Best Deep Quotes in Urdu for WhatsApp, Facebook, and Instagram. Such kind of Urdu Quotes is beneficial and famous on all social media. Deep Quotes have great worth in People and are used in media. Download Inspirational Best Quotes in Urdu and makes them part of your Status and Story. These kinds of Status and Story strengthen your spirits and influence you in this field. We also have a good collection of Parents Quotes in Urdu and Maa Quotes in Urdu for WhatsApp, Facebook, etc. There is also an excellent compilation of Allah Quotes in Urdu and Father Quotes in Urdu to make the Day colorful and cheerful.
Deep Quotes in Urdu Status

ہر فرد کِسی خاص مقصد کے لیے پیدا ہوتا ہے ۔مقصد کے حصول کی خواہش پہلے ہی اس کے دِل میں رکھ دی جاتی ہے۔

har fard kisi khas maqsad kay liye paida hota hai. maqsad ky hasool ki khwahish pehly hi iss ky dil main rakh di jati hai

پٌر سکون وہ ہے جس کو کم یا زیادہ کی فکر نہیں۔
pursakun wo hai jis ko kam ya ziyada ki fikar nahi


گٌفتگو سے سمجھ بوجھ میں اضافہ ہوتا ہے ۔ لیکن تنہاٸ وہ مدرسہ ہے جہاں عظیم ذہن جنم لیتے ہیں


guftgu say samjh boojh main azafa hota hai lekin tanhai vo madrisa hai jahan azeem zehan janam letay hain.

اکیلا رہنا بٌری صٌحبّت میں رہنے سے بہتر ہے۔
akela rehna buri suhbat main rehnay say behter hai



عقّل قبر سے آگے نہیں دیکھ سکتی۔ قبر سے آگے عشق کا قدم اٌٹھتا ہے اور عشق ایک جِست میں زمان و مکان والی کائنات سے آگے نِکل جاتا ہے۔

Aqal qabar say aagay nahi dekh sakti. Qabar say aagay Ishq ka qadam uthta hai aur Ishq aik jist main zaman o makan wali kaynat say aagay nikal jata hai

********************
Deep Quotes in Urdu Pics
Look at the latest compilation of Best Deep Quotes in Urdu for your social media. We have an excellent Stock of Motivational Quotes in Urdu and Friendship Quotes in Urdu along with Images for Your Status and Story. Here we also have submitted Muhabbat Quotes in Urdu along with Love Quotes in Urdu SMS and images for status and story etc.

میں نے بہت سے انسان دیکھے ہیں جن کے بدن پر لباس نہیں ہوتااور بہت سے لباس دیکھے ہیں جن کے اندر انسان نہیں ہوتا۔

main nay buhat say insan dekhy hain jin kay badan par libas nahi hota aur buhat say libas dekhy hain jin kay ander insan nahi hota.

جو درد تم محسوس کرتے ہو، وہ پیغامات ہیں۔ اِنھیں غور سے سٌنو۔۔

jo dard tum mehsos kartay ho, wo peghamat hain. Inhain ghaur say suno.


اگر میرا علم مٌجھے اِنسان سے محبّت کرنا نہیں سِکھاتا، تو ایک جاہل مجھ سے ہزار درجے بہتر ہے۔
agar mera illam mujhay insan say muhabbat karna nahi sikhata


اِنسان اپنے اندر چھٌپی ہوٸ نفسانی خواہش کی وجہ سے بٌرے لوگوں سے مغلوب ہو جاتا ہے۔
insan apnay ander chupi hui nafsani khwahish ki waja say bury logon say maghloob ho jata hai.



جب دٌنیا والے تٌمھیں گھٹنے ٹیکنے پر مجبور کر دیں تو یہی بہترین وقت ہے سجدے کا۔۔

jab duniya waly tumhain gutnay teknay par majboor kar dain tu yahi behtreen waqt hai sajday ka.

