Father Death Quotes in Urdu to Reduce Sorrow
Here you will be able to find a collection of Father Death Quotes in Urdu to make your sorrow less and you can share these Death Quotes with someone to remove or decrease grief. Death is part of every living creature in the world. Everyone has to face this bitter reality that comes to everyone. This kind of loss never be filled with anything in this world and this loss is basically considered a great loss. Download Father Death Quotes in Urdu to use on social media. We also have a good collection of Dua Quotes in Urdu and Maa Quotes in Urdu for WhatsApp, Facebook, etc. There is also an excellent compilation of Allah Quotes in Urdu and Khamoshi Quotes in Urdu to make the Day colorful and cheerful.
Father Death Quotes in Urdu Pics

زندگی میں سانس کے رُکنے سے اتنی تکلیف نہیں ہوتی
جتنی تکلیف زندگی میں باپ کی موت سے ہوتی ہے
“Zindagi Main Sans Kay Rukny Say Itni Takleef Nahi Hoti
Jitni Takleef Zindagi Main Bap Ki Maut Say Hoti Hai”


اُن کے سائے میں بخت ہوتے ہیں
باپ گھر میں درخت ہوتے ہیں

Un kay saye main bakht hotay hain
Baap gher main daratht hotay hain

عزیز تر وہ مُجھے رکھتا تھا ، رگِ جاں سے
یہ بات سچ ہے ، میرا باپ کم نہ تھا میری ماں سے
Aziz tarr wo mujhay rakhta tha, rag-e-jan say

Yeh baat sach hay, mera baap kam na tha meri maan say

پکڑ کے ہاتھ اُس نے ہاتھ مجھے گھر سے نکالا ہے
پکڑ کے ہاتھ جس کا میں نے چلنا سکھایا تھا
Pakar Ke Hath Us Ne Hath Mujhy Ghar Se Nikala hai

Pakar Ke Hath Jis Ka Main Ne Chalna Sikhaya Tha

گھر جا کے چپکے سے بچوں کو کھلایا ہو گا
اُن کو کیا معلوم کہ کِس حال میں کمایا ہوگا
Ghar ja kay chupkay say bachon ko khilaya ho ga
Un ko kiya maloom keh kis haal main kamaya ho ga

Father Death Quotes in Urdu Images
Here we have Submitted Heart Touching Father Death Quotes in Urdu for your social media. We have an excellent Stock of Poetry Quotes in Urdu and Sister Quotes in Urdu along with Images for Your Status and Story. Here we also have submitted Muhabbat Quotes in Urdu along with Love Quotes in Urdu SMS and images for status and story etc.

میں نہیں جانتا بادشاہ کیسا ہوتا ہے
میرے خیال میں میرے باپ جیسا ہوتا ہے
Main nahi janta badshah kesa hota hai
Mere khayal mein mere baap jaisa hota hai

یتیمی ساتھ لاتی ہے زمانے بھر کے دُکھ
سُنا ہے باپ زندہ ہو تو کانٹے بھی نہیں چُبھتے
Yateemi sath lati hai zamanay bhar kay dukh

Suna hai baap zinda ho tu kantay bhi nahi chubhtay

وہ آشنا میرے ہر کرب سے رہا ہر دم
جو کھل کے رو نہیں پایا مگر سسکتا تھا

Wo ashna meray har karb say raha har dam
Jo khul kay roo nahi paya, magar sisakta tha

ماں زندگی کی تاریک راتوں میں روشنی ہے
باپ ٹھوکرو سے بچانے والا مضبوط سہارا ہے
maa zindagi ke tareek ratoon main roshni hai
baap thookaro say bachane wala mazboot sahara hai



ماں باپ کا ایک ایسا رشتہ ہے کوئی اور
اس کی کمی پوری نہیں کر سکتا
maa baap ka aik aeisa rishta hai koi aur
is rishte ke kami pore nahi kar skhta