Hazrat Imam Hussain Shayari in Urdu | Pietry 2 Lines
We have compiled the best Imam Hussain Shayari in Urdu which is the best way to express your emotion. Get the best poetry of Hazrat Imam Hussain (R.A) and share these words with your friends and family. Look at the heart-touching stock to express your feeling in words and images and download Hazrat Imam Hussain Shayari in Urdu to make part of your status, story, or wall. Here we’ve compiled the latest collection of Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu text and Images. We also have a good collection of Imam Hussain Poetry in Urdu and Muharram Shayari in Urdu along with Ishq e Haqiqi Poetry in Urdu for WhatsApp and Facebook.
Hazrat Imam Hussain Shayari in Urdu Text

zindagi be chain hai MOULA thora sa chain de
aur kuch na de ba Zayarat e HUSSAIN (R.A) de
زندگی بے چین ہے مولا تھوڑا سا چین دے
اور کچھ نہ دے بس زیارت حسین دے
…☆…☆…☆…☆…

ghamon ki bheer mein rasta bana kar chalta hoon
HUSSAIN (R.A) ka nokar hoon sir utha kar chalta hoon
غموں کی بھیڑ میں رستہ بنا کہ چلتا ہوں
حسین کا نوکر ہو سر اٹھا کے چلتا ہوں
…☆…☆…☆…☆…

matti mein mil gaye iraday yazeed kay
lehra raha aj bhi parcham HUSSAIN (R.A) ka
مٹی میں مل گئے ارادے یزید کے
لہرا رہا ہے آج بھی پرچم حسین کا
…☆…☆…☆…☆…

Jis ki Maa FATIMA (R.A) jin kay Nana NABI (SAWW)
Un HUSSAIN (R.A) ibn e HAIDER ki kya baat hai
جس کی ماں فاطمہ جس کا نانا نبی
اس حسین ابن حیدر کی کیا بات ہے
…☆…☆…☆…☆…

wo waqt jiska puri kainat ko intezaar hai
wo lamha jisky liye rooh tarap rahi hai
وہ وقت جس کا پوری کائنات کو انتظار ہے
وہ لمحہ جس کے لیے روح تڑپ رہی ہے
…☆…☆…☆…☆…
The Best Hazrat Imam Hussain Shayari in Urdu
Great stock of Hazrat Imam Hussain Shayari in Urdu SMS and Pics has been compiled for your social media to share with your friends and family. We have an excellent Stock of Urdu Poetry Like Imam Hussain Poetry in Urdu and Muharram Quotes in Urdu and Images for Your Status and Story. Here we also have submitted Imam Hussain Quotes in Urdu along with Tahzeeb Hafi Poetry in Urdu SMS and images for status and story etc.

dono jahano ka waali Nana HUSSAIN (R.A) ka
sadiyaan HUSSAIN (R.A) ki hain zamana HUSSAIN (R.A) ka
دونوں جہاں کا والی نانا حسین کا
صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا
…☆…☆…☆…☆…

Karabala se shaur paya hai
zulm dekhun to bol parta hoon
کربلا سے شعور پایا ہے
ظلم دیکھوں تو بول پڑتا ہوں
…☆…☆…☆…☆…

zakhmon ko rafu kartay hain HUSSAIN (R.A) kay gham se
ankhon ka wazu kartay jain HUSSAIN (R.A) kay gham se
ab saal kay agaaz mein jo chaaho karo tum
hum saal shuru kartay hain HUSSAIN (R.A) kay gham se
زخموں کو رفو کرتےهیں حسین کے غم سے
آنکهوں کا وضو کرتے هیں حسین کے غم سے
اب سال کے آغاز میں جو چاهوں کرو تم
هم سال شروع کرتے هیں حسین کے غم سے
…☆…☆…☆…☆…

chor agar HUSSAIN (R.A) ko Jannat na paao gy
saray jahan ko Hur ne khanardaar kar diya
چھوڑا اگر حُسین کو جنت نہ پاؤ گے
سارے جہاں کو حُر نے خبردار کردیا
…☆…☆…☆…☆…

tarap uthta hai dil, lafzon mein dohrai nahi jati
jubaan par Karbala ki dastaan laai nahi jati
تڑپ اٹھتا ہے دل، لفظوں میں دہرائی نہیں جاتی
زباں پر کربلا کی داستاں لائی نہیں جاتی