Tahzeeb Hafi Poetry in Urdu 2 Lines for Social Area
Tahzeeb Hafi is one of the modern poets of Pakistan and his Poetry is read in different areas on Social media. We’ve presented Tahzeeb Hafi Poetry in Urdu for those users who prefer Poetry and Literature. He is the poet of unique style and beautiful accent. Tahzeeb Hafi belongs to Tehsil Taunsa Sharif (Dera Ghazi Khan District). He is not only a poet but also a software engineering and Mehran University performs a positive role in building his character. We also have a good collection of Friendship Sad Poetry in Urdu and Sachi Dosti Poetry in Urdu as well, along with Most Barish Poetry in Urdu for WhatsApp and Facebook, etc.
Top 10 Tahzeeb Hafi Poetry in Urdu

تجھ کو پانے میں مسئلہ یہ ہے
تجھ کو کھونے کے وسوسے رہیں گے
Tujhko paane main masla ye hai
Tujhko khone k waswasy rahen ge


بن دیکھے اسکی تصویر بنا لوں گا
آج تو میں نے اسکو اتنا دیکھا ہے


Bin dekhe uski tasveer bana loon ga
Aaj tou main ne usko itna dekha hai

تنہائی میں خود سے باتیں کرنی ہیں
میرے منہ میں جو آئے گا بولوں گا


Tanhai main khud se batain karni hain
Mere muhn main jo aye ga bolon ga

یہ میرا پہلا رمضان تھا اس کے بغیر
مت پوچھو کس منہ سے روزے کھولے ہیں
Ye mera pehla ramzan tha us k beghair


Mat poocho kis muhn se rozay khole hain

تیری طرف چلے تو عمر کٹ گئی
یہ اور بات راستہ کٹا نہیں
Teri tarf chaly tou umar kat gai
Ye aur baat raasta kata nahi


Tahzeeb Hafi Poetry in Urdu SMS
Here we have submitted a gallery of Tahzee Hafi Poetry in Urdu SMS and Pics for your social media to share with your friends and family. We have an excellent Stock of Sachi Dosti Poetry in Urdu and Eid Sad Poetry in Urdu and Images for Your Status and Story. Here we also have submitted Chai Poetry in Urdu along with Deep Love Poetry in Urdu SMS and images for status and story etc.

ساری عمر اس خواہش میں گزری ہے
دستک ہو گی اور دروازہ کھولوں گا


Saari umar is khawaish main guzri hai
Dastak hogi aur darwaza kholon ga

باہرآنے کی بھی سکت نہیں ہم میں
تو نے کس موسم میں پنجرے کھولے ہیں
Bahir aany ki bhi sakt nahi hum main
Tu ne kis mosam main pinjre kholay hain



میری نقلیں اتارنے لگا ہے
آئینے کا بتاؤ کیا کیا جائے
Meri naqlain utarne laga hai
Aayene ka batao kya kia jaye



بس وہ اتنا کہے مجھے تم سے
اور پھر کال منقطع ہو جائے
Bas wo itna kahe “mujhe tumse…”
Aur phir call munqatah ho jaye



دل بھی کیسا درخت ہے حافی
جو تیری یاد سے ہرا ہو جائے
Dil bhi kesa darakhat hai hafi


Jo teri yaad se hara ho jaye