Top Best Quotes in Urdu for WhatsApp & Facebook
The portion I Submitted to Samiwrites.com is especially for Best Quotes in Urdu, for those people who love literature. There are many periods that occur in our life when we get hopeless and feel that nothing can cheer us up you don’t need to worry about it, here we’ve placed the best collection of Best Quotes in Urdu, Quotes about Life, Friendship, Husband and Wife, Motivational Quotes and many more in Urdu. We also have a good collection of Best Quotes in Urdu and Love Quotes in Urdu along with Umeed Poetry in Urdu for WhatsApp and Facebook.
Best Quotes in Urdu Text & Images

Jab Hamaray Ehsaas Ko Bohot Buri Tarah Roonda Jata Hai To Phr
Kisi Say Ehsaas Ka Rishta Joornay ka Dil Nahin Karta
جب ہمارے احساس کو بہت بری طرح روندا جاتا ہے تو پھر
کسی سے احساس کا رشتہ جوڑنے کا دل نہیں کرتا
。。。。。。。。。。。。。。。

Zindagi Jab Kuch Daiti Hai To Ehsaan Nahin Karti
Aur Jab Laiti Hai To Lehaaz Nahin Karti
زندگی جب کچھ دیتی ہے تو احسان نہیں کرتی
اور جب لیتی ہے تو لحاظ نہیں کرتی
。。。。。。。。。。。。。。。

Jo Rishtay Majboori Main Nibhaey Jatay Hain
Wo Rishtay Nahin Zindagi Kay Sooday Hotay Hain
جو رشتے مجبوری میں نبھاے جاتے ہیں
وہ رشتے نہیں زندگی کے سودے
。。。。。。。。。。。。。。。

Likhnay Walay Ne Kia Khoob Likha Hai
Zindagi Jab Mayous Hoti Hai
Tabhee Mehsoos Hoti Hai
لکھنے والے نے کیا خوب لکھا ہے
زندگی جب مایوس ہوتی ہے
تبھی محسوس ہوتی ہے
。。。。。。。。。。。。。。。

Aanso Ka Wazan To Nahin Hota Phr Bhe
In Kay Gir Janay Se Dil Halkaa Hojata Hai
آنسو کا وزن تو نہیں ہوتا پھر بھی
ان کے گر جانے سے دل ہلکا ہوجاتا ہے
。。。。。。。。。。。。。。。
Best Quotes in Urdu for Social Media
An excellent collection of Best Quotes in Urdu SMS and Pics has been submitted for your social media to share with your friends and family. We have an excellent Stock of Urdu Poetry Like Life Quotes in Urdu and Husband Wife Quotes in Urdu and Images for Your Status and Story. Here we also have submitted Chai Poetry in Urdu along with Tahzeeb Hafi Poetry in Urdu SMS and images for status and story etc.

Hansi Kay Peechay Ka Dard
Gussay Kay Peechay Ka Piyaar
Aur Khamosh Rehnay Ki Waja
Har Koi Nahin Samajh Sakta
ہنسی کے پیچھے کا درد
گسے کے پیچھے کا پیار
اور خاموش رہنے کی وجہ
ہر کوئی نہیں سمجھ سکتا
。。。。。。。。。。。。。。。

Aaj Khud Ko Itnaa Tanha Mehsoos Kia
Jaisay Loog Dafnaa Kay Chor Gaey Hon
آج خود کو اتنا تنہا محسوس کیا
جیسے لوگ دفنا کے چھوڑ گئے ہوں
。。。。。。。。。。。。。。。

Bay Moot Mar Jatay Hain
Bay Awaaz Roonay Walay
بے موت مر جاتے ہیں
بے آواز رونے والے
。。。。。。。。。。。。。。。

Insaan Hamesha Takleef Main He Seekhta Hai
Warna Khushi Main to Pichlay Sabak Bhe Bhool Jata Hai
انسان ہمیشہ تکلیف میں ہی سیکھتا ہے
ورنہ خوشی میں تو پچھلے سبق بھی بھول جاتا ہے
。。。。。。。。。。。。。。。

kabhe kabhe Achay Logon se Bhe Galtiyan Hojati Hain
Laykin Is Ka Matlab Har Giz Nahin Hai Kay Wo Buray
Loog Hain, Balkay Ye Matlab Hai Kay Wo Bhe Insaan Hain
کبھی کبھی اچھے لوگوں سے بھی گلتیاں ہو جاتی ہیں
لیکن اسکا مطلب ہر گز نہیں ہے کے وہ برے
لوگ ہیں، بلکہ یہ مطلب ہے کہ وہ بھی انسان ہیں